"Nutritionist"


Jitni jada or jitne prakar ki sabjiya khaye utna accha khub sare faal or kai rango ke faal khaye kai prakar ke sabut anajo ko khaye bhojan hamare jeevan ki zaroorat hai svastha bhojan se hi hame urja milti hai

.

#Semifinal_task_2

Jai Jinendra

Sarva pyatham toh me dhanywaad kehna chahungi Anupama ji and jainar team ko session-2 and task 2 ke liye.   

Nidhi ma'am apne bhut acchi jankari di hame sehat ko lekar aapka bhut bhut dhanywaad.

Aapka pahela sawal hai.

Q1.nutirition is good or bad?

Ans- ek healthy body ke liye jaruri hai healthy diet agar insaan sahi poshan ka istemal karta hai toh woh kai bimariyan se bach sakta hai aaj ke samay me aaksar logo me khoon ki kami or calcium ki kami dekhne ko milti hai jiske karan wo adhikansh samay thakan or kamjori ko mehesus karte hai.

Q2. 5 pillars of good health

Ans- 1. Proper dite.

2. Regular exercise.

3. Sleeping.

4.Emotional wellbeing.

5. Active lifestyle

Q3. 5 supar foods?

Ans- 1.Rajgeera.

2. Flax seed.

3. Avla.

4. Cinnamon.

5. Kadhi patta.

Q4. 5 Habits to stick?

Ans- 1.Walk/exercise every day.

2. Eat fresh.

3. Sleep on time

4. Eat at fixed timing.

5. Eat there hours sleeping.

Q5. Habits to avoid

Ans-1.Tea/coffee dependence.

2. TV/mobile while having food

3. Chewing too fast.

4. Sitting for long houses.

5. Consuming junk food.

Q6. 5 myths

Ans-1.Sugar free juice.

2. Fiber rice biscuits.

3. Cholestrol free oil.

4. Kaju will increase your cholesterol.

5. Wheat is fatting.

                    

                         Thank You.     

                         Jay jinendra.

 

 

 

     

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Comments